DefinePK

DefinePK hosts the largest index of Pakistani journals, research articles, news headlines, and videos. It also offers chapter-level book search.

Quran Majeed Ko Munazzam Aur Jame Tarteeb Se Q Kyun Nahi Likha Gaya? | Dr Zakir Naik


Video content is provided via the YouTube platform. All rights and ownership belong to the original content creator.
Source channel: Al Falah

▶ Watch on YouTube
Description

Is video mein ek aham sawal uthaya gaya hai: “Quran Majeed ko munazzam aur jame tarteeb se kyun nahi likha gaya, aur iske mazameen aagay peechay kyun hain?”.

Dr. Zakir Naik ne bohot hi aqalmandana taur par is sawal ka jawab diya hai aur bataya hai ke Quran Allah ka kalaam hai jo insani sochnay samajhnay ki hadon mein bandha hua nahi. Quran ka har lafz apni jagah hikmat aur maqsad rakhta hai. Iski ayatain aur suratein ek dosray ko mukammal karti hain, aur iska tarteeb Allah ki hikmat ka hissa hai, jo insaan ke imtihan ka bhi ek zariya hai.

Agar aap bhi yeh soch rahe hain ke Quran ko ek kitaab ki tarah ek hi topic ke chapters mein kyun nahi likha gaya, to Dr. Zakir Naik ka yeh jawab aap ki samajh ko badal dega. Video ko akhir tak dekhiye aur share zaroor kijiye taa ke zyada log Quran ki asal hikmat ko samajh saken.
#drzakirnaik #Alfalah