DefinePK hosts the largest index of Pakistani journals, research articles, news headlines, and videos. It also offers chapter-level book search.
2024-10-28 10:28:05
00:03:12
Urdu
humne aankhon se dekha nahi hai magar girl voice naat best naat top naat naat sharif naat by woman naat by girl cute girl without music girl naat islam
Video content is provided via the
YouTube platform.
All rights and ownership belong to the original content creator.
Source channel:
All In One Pakistan
humne aankhon se dekha nahi hai magar girl voice
Very beautiful Naat Rasool Maqbool in a beautiful voice of a girl.
Heart touching voice Must listen.
Once you hear it, you will repeat it.
.
If you like the video, please like, comment and subscribe to my channel
....lyrics..
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasweer Seenay Main Mojood Hai
Jisne La Kar Kalaam-e-Ilahi Diya
Woh Muhammad ﷺ Madinay Main Mojood Hai
ﷺ
Phool Khiltay Hain Parh Parh Ke Sallay Alaa
Jhoom Kar Keh Rahi Hai Yeh Baad-e-Sabaa
Aisi Khushboo Chaman Ke Gullo’n Main Kahan
Jo Nabi ﷺ Ke Pasinay Main Mojood Hai
ﷺ
Humne Maana Ke Jannat Bohat Hai Hasee’n
Chhor Kar Hum Madinah Na Jaae’n Kahee’n
Yu’n To Jannat Main Sab Hai, Madinah Nahi
Aur Jannat Madinay Main Mojood Hai
ﷺ
Chhorna Tera Taiba Gawara Nahi
Saaray Aalam Main Aisa Nazaraa Nahi
Aisa Manzar Zamanay Ne Dekha Nahi
Jaisa Manzar Madinay Main Mojood Hai
ﷺ
Woh Abu Bakr, Farooq, Usma’n, Ali
Hain Yeh Sab Unke Deen-e-Mubee’n Ke Faqeeh
Woh Faqeeho’n Ke Afsar Shah-e-Anbia ﷺ
Woh Shehanshah Madinay Main Mojood Hai
ﷺ
Be Sahaaro’n Ko Seenay Se Lipta Liya
Jisne Jo Manga Usko Ataa Kar Diya
Woh Faqeero’n Ke Yawar Shah-e-Anbia ﷺ
Woh Shehanshah Madinay Main Mojood Hai
ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
ان ﷺ کی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لا کر کلام الہی دیا
وہ محمد ﷺ مدینے میں موجود ہے
پھول کھلتے ہیں پڑھ پڑھ کے صلی علی
جھوم کر کہہ رہی ہے یہ باد صبا
ایسی خوشبو چمن کے گلوں میں کہاں
جو نبیﷺ کے پسینے میں موجود ہے
ہم نے مانا کہ جنت بہت ہے حسیں
چھوڑ کر ہم مدینہ نہ جائیں کہیں
یوں تو جنت میں سب ہیں مدینہ نہیں
اور جنت مدینے میں موجود ہے
#girl #naat #pakistan